Monday, 30 April 2012

.....................

Ek hissa hi sahi teri Zindagi ka,
Par beeeta hua tere kal ka har pal hu mein.............
Yun to shayad tu mujhe bhula de apne dil se,
Par teri yaado k har lamhe m rehta to hu mein.............

Sunday, 1 April 2012

.............

aye nadaan parinday tu yu nadaan na ban,
ye jahaan ab nadaano ka nahi............................
jise log jannat bol kar chale gaye,
wo gharonda to ab insaano ka bhi nahi........................